Mann mein tere jo hai rangeen bharam hai
Bakhat hai yeh tera ya tera vaham hai
Aate jaate pal se na jee lagaa
Na kabhi koi bhi isey jeet payega
Kya yeh bhi beet jayega
Haan yeh bhi beet jayega
Kya yeh bhi beet jayega
Haan yeh bhi beet jayega (x2)
Apna saath tujhe jo lag raha hai
Darasal woh kisi aur ka hai
Apna saath tujhe jo lag raha hai
Darasal woh kisi aur ka hai
Suiyaan chalti ghadi ki
Kya kahein inka toh thor kya hai
Kabhi chale lage ruki
Kabhi ruke toh bhi lage chali
Yunhi iss tarah
Kya yeh bhi beet jayega
Haan yeh bhi beet jayega
Ho kya yeh bhi beet jayega
Haan yeh bhi beet jayega
Mann mein tere jo hai rangeen bharam hai
Bakhat hai yeh tera ya tera vaham hai
Aate jaate pal se na jee lagaa
Na kabhi koi bhi isey jeet payega
Kya yeh bhi beet jayega
Haan yeh bhi beet jayega...