Wo rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere honth ke rang se hubahu
Wo khushbu kya khushbu
Thehre na jo teri saanwari julf se rubaru
Tere aage ye duniya hai finki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Aab ye jahir sare aam hai, ailaan hai
Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main
Thoda sa jiddi hoon
Thoda paagal bhi hoon main
Barkha bizli, baadal juthe
Juti phulon ki saugaate
Sachchi tu hai, sachcha main hoon
Sachchi apne dil ki baten
Daskhat hathon se hathon pe karde tu
Na kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna bada kaam hai, ailaan hai
Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahan me subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jabtak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu
Mere hi ghere mein ghumegi harpal tu aise
Suraj ke ghere mein rahti hai dharti jase
Payegi tu khudko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa
Tukde kar chahe khabo ke tu mere
Tutenge bhi to rehme hai wo tere
Tujhko bhi to ye ilhaam hai, ailaan hai