Khuda tumhe, pranaam hai saadar
Par tune di bas ek hi chaadar
Kya odhe kya bichhayenge
Mere achche din kab aayenge?
Mere achche din kab aayenge?

Do roti aur ek langoti
Ek langoti aur vo bhi chhoti
Isme kya badan chhupaenge

Mere achche din kab aayenge?
Mere achche din kab aayenge?

Maain khaali-khaali tha
Main khaali-khaali hoon
Main khaali-khaali khoya khoya sa
Maain khaali-khaali tha
Main khaali-khaali hoon
Main khaali-khaali khoya khoya sa

Mere achche din kab aayenge?
Mere achche din kab aayenge?

Ho geet nahi ye mera dard hai
Kaise ye rojana hi gaata jaaun main
Khaali-khaali jebon mein khwab hain..
Khwab hain.. poore jo hote nahi

Waqt hua nakhoon ke jaisa
Bedardi se jisko main kaantu
Roj jaroorat aur khawaish ke
Bich mein khud ko kaise main baantu
Mere tukadde ho jayenge

Mere achche din kab aayenge?
Mere achche din kab aayenge?

Maain khaali-khaali tha
Main khaali-khaali hoon
Main khaali-khaali khoya khoya sa
Maain khaali-khaali tha
Main khaali-khaali hoon
Main khaali-khaali khoya khoya sa

Mere achche din kab aayenge?
Mere achche din kab aayenge?

Achche din, achche din hooo....
Achche din, achche din hooo....
(x2)

Na jaane ye kab aayenge?